Добро пожаловать
Вход / Создать Плейлист

₹5000 to ₹5000 Crore | Interesting Facts About Rakesh Jhunjhunwala #TTShorts #tickertape

Спасибо! Поделитесь с друзьями!

URL

Вам не понравилось видео. Спасибо за то что поделились своим мнением!

Sorry, only registred users can create playlists.
URL


Добавлено by Admin В Рынок ценных бумаг
85 Просмотры

Описание

Download the Tickertape App: https://ttape.in/kBCRBarZ4jb

#dimaaglaganazarurihai #dimaagyahalagao #tickertapehaina

India ke Warren Buffett, aur India ke Big Bull kehlane waale Rakesh Jhunjhunwala ne apni investing ki journey 1985 me sirf 5000 rupay se shuru ki thi. Ek income tax officer ke bete hone ki wajah se Rakesh money, tax, aur stocks ke beech hi pale badhe. Apne papa ko jab unhone apne stock market ke interest ke baare me bataya, tab unke papa ne unhe degree leke, khudke paiso se invest karne ki salah di. Aur pehle 5000 kamate hi unhone investing shuru kardi. Unka pehle bada profit 1986 me Tata Tea ki wajah se aaya jab unhone 5000 shares ko 43 rupay per share pe khareedke 3 mahine baad 143 rupay per share pe becha, jisme 20-25 lakh ka munafa hua. Bollywood ke bade fan hone ke saath saath, woh English Vinglish, Shamitabh jaisi movies ke producer bhi the, aur hungama digital media ke chairman bhi. King of Dividends ke naamse bhi jane jaane wale Rakesh ke portfolio me Titan aur crisil ke lakho shares. Aur inka portfolio multibaggers se bhara hua hai. Rakesh jaise aur India ke richest stock market investors ke baare me janne ke liye Tickertape ko subscribe kare.

Написать комментарий

Комментарии

Комментариев нет. Будьте первым кто оставит комментарий.
RSS